Bing par apna blog kaise add kare? Or isse blog ko or hume kya faiyda hogaga ?
बिंग पर अपने ब्लॉग को कैसे अड़ करे ? और इससे हमे और हमारे ब्लॉग को क्या फायदा होगा ?
Hii dosto aaj m hum is article ya post me padenge ki kaise hum apne blog ko bing me add kare or iske kya -kya Faiyde hai
Mera pichla post tha google par apna blog kaise add kare.
Aaj m aapko batunga ki hum kaise apna blog bing par add kare
Hum sab ko pata hai ki net me 2nd rank bing ki 1st rank par to google hai lkin 2nd par bing hai
Bing par apna blog add ya submit karne se kya faiyda hoga
Agar aapko nahi pta hai to aapko bata du ki ye sabi search engines apas me link se jude rahte hai or puri duniya ke net use me se 30% user yahu ka bi use karte hai to socho 30% kitna hota hoga approx (10 billions) agar in me se aapke paas mahime me 1000-10000 visitors aaye to aapke blog ke traffic par bahut accha increasment aa sakta hai net par 60% google par search ki jati hai baki bachi hui is parkar ki jati hai 30% yahoo/bing 10% yandex par
Maan lo agar koi visitor google use nhi karta hai only bing use karta h or use blog ya kisi ke baare me janna hai to vo search karega to us search me apna blog lane ke liye hum blog lane ke liye hume bing ko bi ye batana jaruri hai ki humare blog me bi ye post upload kiya ja chuka hai
Agar bing ko humare blog ke baare me pata hoga to bing search me bi humara blog show hoga or isse hume apne blog par traffic milega or agar humne koi ads laga rakhi hai or vo visitor un ads par clik karega to isse humari income bi increase hogi
Dosto hum blogger ke liye sabse jaruri baat ye hoti hai ki hum apne blog par traffic (visitors) kaise badaye to visitors badane ke liye humko net ke sabi search engines me apne blog kar url submit karna hoga m aapko dhire dhire sab batata jaunga aapko
Blog ko bing me submit kaise kare :-
Step 1:-Bing webmaster tool par jaye or apne blog ka url dale or CAPTCHA code dale or submit par click kare
Bing par blog ko kaise submit/ add kaise karte hai |
Step 2:- ab aapka blog bing par submit ho chuka hai par ab aapko verify karna padega ki ye blog humara hi hai
Step 3:- next ab aapko sign up kar clik karna hai
Step 4:- first name, last name
G mail ,password,country/region
D.o.b, gender etc details dale or submit ya next par clik kare
Blog url ke saath sitemap.XML add karna hai
Jaise :- http://hindiormoney.blogspot.in/sitemap.XML
All day (default ) hi rahne do
Step6:- HTML code copy kar le
cricket matches se paisa kamane ke liye sign up kare
Step 7:- ab blogger >>dashboard>> template >> edit HTML par jaye
google par blog kaise add kare traffic pane ke liye.
Step 8:- ctrl + F daba (press) kar <Head> search kare or html ko paste kar de or save template par clik kare
Step 9:- ab bing webmaster page ko fir se open kare or verify kar clik kare
Mujhe ummid hai ki aapko ye post pasand aaya hoga aap hume commnt karke jarur bataye hume bahut khusi hogi agar aapko koi bi problem aaye to jarur comment kare m aapki help jarur karunga
Agar aapko is website ki trick whats app par chaiye to 7732911477 whats app no. Par "blog" likh kar send kar de
No comments:
Post a Comment
hello friends this is comment Policy