Blogspot blogger par Template change kaise karte hai hindi me
Dosto aaj m aapko batunga ki blog me template change kaise karte hai or badiya template kaha se download kare
Dosto hum bahut si umide karke blog banate hai par blog banana hi bahut kuch nahi hai hume apne blog ke liye koi badiya si template bi chaiye jo SEO friendly ho or mobile friendly ho
In article ko bi pdh lo :-
Google par pages ko jaldi index kaise kare
Google analytic par account kaise banate hai blog ke liye
Hum apna blog bna kar bahut se acche acche posts bi likh dete hai or fir bi humara blog search engine me show nhi hota hai iska ek karana aapke blog ka template bi ho sakta hai vase to blogspot ne bahut si free template de rakhi hai agar aapko vo pasand na aaye to aap or bhi bahut si sites hai jo free or paid template deti hai aapko vaha se bi aap fownload kar sakte ho. Visitors ko attract karne karne ka ye ek accha tarika hai ki aap apne blog ka template ko jitna ho sake utna saral or asaan basha me change karne ki kosikosis karo or use jitni ho sake attractive look do jiisse ki visitors aapke blog se attractive ho to aapke blog par fir se wapis aaye
computer me android apps kaise chalaye
Blog ki images ko SEO friendly kaise bnaye
Maan lo agar post insaan hota to template uski design hoti hai to is kuch sabdo se aap smjh jaiye ki template kitni importance rakhti hai ek blogger ke liye agar aapne apne blog par 40-50+ posts bi kar diye hai or agar aapki template SEO friendly nhi hai to aapki saari mehnat par paani fir jayega qki posts ko top par lane ka kaam me template bi bahut helpful hai qki agar aapke blog par aane vale visitors ko aache se post read nhi hoga to vo aapke blog par fir se aane me thoda dikkat hoga or isse aapke traffic par bi bahut kami aa sakti hai
M ye nahi kah raha hu ki blogger me di hui templates acchi nahi hai par agar aap us template ka use karte ho to aapke visitors ko aapka post padhne me bahut muskil hogi or usi karan se aapke blog par traffic decrease hota jayega is liye hume aachi se acchi template use karni chaiye or jitna ho sake use edit karke customise karke apne blog/website ko attractive lokk dene ki kosis karo
Template change kaise karte hai:-
google par blog ko submit kaise kare
Blog ko bing par submit kaise kare
Dosto template change karna bahut hi assan hai agar aap new blogger hai to aapko thodi bahut preshani ho sakti hai lekin agar aap is post ko pura padenge to aapki problem 100% solve ho sakte hai
Blog ko bing par submit kaise kare
Dosto template change karna bahut hi assan hai agar aap new blogger hai to aapko thodi bahut preshani ho sakti hai lekin agar aap is post ko pura padenge to aapki problem 100% solve ho sakte hai
1 :- blogger par jaiye / ya fir apna blog ka dashboard open kare
2. :- template par clik kare or right side backup par clik kare
privacy and policy page kaise banaye
Smart phone ko lolipop me update kaise kare
5:- template choose karne ke baad upload par click kare or thoda wait kare 1-2 mint baad aapki template upload ho jayegi aap apne blog ko open karke dekh sakte hai ki aapki template upload hui ya nahi
Humara Facebook page like karna na bhule nayi updates ke liye or comment karke jarur baataye aapko ye post kaise laga or kitna pasand aaya hai
No comments:
Post a Comment
hello friends this is comment Policy