Dosto aaj main aapko batunga ki vontact us page kaise banate hai.dosto agar aap kisi bi website ya blogspot blogger ke owner hai to contact us page banana bahut jaruri hota hai. Chahe aap busniess blog bana rakha ho ya tip blog bana rakha ho aapko contact us page bahut jaruri hai.Contact us page bahut jaruri hai har blog ke liye qyuki jab koi bi visitor. Ise hum website contact form bi bolte hai. Maan lo agar koi bi visitor aapke blog par visit karta hai or aapse or aapko apke blog ki sensitive personal information dena chahte hai or agar us visitor ko aapki website contact form nahi milega to vo visitor information ya blognews aap tak nahi pahucha sakega to vo visitor niras ho kar aapke blog se chala jayega or sayyd ho sake to aapke blog par fir kabhi bhi new visitor aapke blog par visit nahi karega.isliye contact us page bahut important page hota hai website owner ke liye or website visitors ko website owner se direct contact karane ka bahut accha jariya hai.
Agar aap make money online blog se paisa kamana chahte hai to mere hisab se hai blogger sabse pahle google AdSense ads lagana chahta hai. Sabi bloggers google AdSense ads hi apne blog me kyu lagana chahte hai ? Qyuki google AdSense ads hi sabse best paying ad networks hai. To google AdSense ads apne blog me connect karne ke liye bi google AdSense policy hai ki blog ya website par 4 pages hone jaruri hai.
1 contact form for website.
2 disclaimer for website
3 website terms and conditions
4 privacy statement for website.
Ye website pages hona bahut jaruri hai website me agar aap google AdSense ads lagana chahte hai to ab aapke samajh aagaya hoga ki website pages kitna jaruri hote hai blog ya website ke liye.Agar aap in webpages ko apni website me nahi add karte hai to aapka AdSense kabhi bi approve nahi honge.agar app in webpages ko bana lete ho apne blog ke liye to google AdSense ads to advertisement regulations ke hisab se aapke Blog me google AdSense ads approve hone ke chances increase badh jate hai.Agar Aap New Bies Blogger Hai To Aap in Webpages Ke Baare Me Abhi Itna Nahi Jante Honge lekin Agar Aap Apne Blog Me Google Adsense Ads Lagana Chahte Hai To Aapko In pages Ko jarur Banana Chaiye.Agar Aap in Pages ko khud Nahi Bana Sakte hai To Aapko Main Niche form builder website ke baare me batunga jiski madad se aap form maker ki help se aap form generate kar sakte hai.to aaiye jante hai ki kaise hum apne blog ke liye contact us contact form page banaye ya ready kare.
Blog ke liye contact us page kaise banaye :-
Step 1 :- sabse aapko conact form genertor site par jana hai google par bahut se website hai jo contact form generate kar dengi lekin main aapko popular website ka link deta hu vaha se aap apne blog ke liye contact us page banaye. www.foxyform.com.
Step 2 :- foxy form par jane ke baad apko apne hisab se set kare .
In my case main to name,subjet, or website choose karo best rahega.
Step 3 :- apne hisab se background choose kare agar aapko simple contact form chaiye to isi aise hi rahne de.
Apna e mail adress dale.
I m not a robot par click kare CAPTCHA code diya jayega use solve kare.
Create formular par click kare.
Step 4 :- next me aapko ek code diya hoga vo copy kar le.
Step 5 :- blogger dashboard par jaye pages par click kare or create a new page par click kare.
Step 6 :- copy kiya hua code body me paste kar de.
Title contact us likhe.
HTML par click kare.
Or last me publish par click kare de.
Ab aapka contact us page aapke blog me add ho chuka hai. Main apne agle aane vale post or 3 pages kaise banate hai unke baare me batunga. Main jalfi hi kosi karunga ki unhe bi jaldi hi publish karu.
Dosto is post me humne sikha hai ki contact us page kya hai or contact us page kaise banate hai. Or kyu jaruri hai. Agar aapko is post se help mili hai to aap hume comment karke jarur bataye.

No comments:
Post a Comment
hello friends this is comment Policy