Sunday 18 September 2016

Whats app par apne aapko unblock kaise kare

Whats app par apne aap ko unblock kaise karte hai 

Hii dosto aaj m aapko batunga ki agar hume kisi ne whats app par block kar diya hai to hum apne aap khud hi us number par unblock kar sakte hai or unhe msg bi kar sakte hai.

Dosto agar aapke bi kisi friends ne aapko whats app par block kar diya hai to aap humare is post ko pdh kar or iski madad se aap khud hi uske number se unblock ho sakte ho isme bas aapko thoda sa work kar padega.

Whats app par unblock kaise karte hai

Dosto m aapko apne experience par batunga mujhe bi kisi ne block kar diya tha or mne unblock karke ki kosis ki fir mane is par post likh kar logo ki help karne ki sochi. Main khud bi isse try kar chuka hu ye bilkul working trick hai.

Whats app ke 20 trick jo aapko janne chaiye

Agar aapko bi kisi ne block kar diya hai to aapko dhukhi hone ki jarurat nahi hai.  Main Aapke Liye Bas bilkul Simple Se Trick Lekar Aaya Hu Bas App Nichei Bataye Hue Steps Ko Hi Follow Kare .Agar Aap Meri Batayi Hui Trick Ko Follow Karenge To Whats App Par Unblock Ho Sakte Ho.

Sabse phle pata kare ki hume block kar rakha hai ya nahi :-

2 baato se pata chalega aapko ki aapko sach me hi kisi ne block kiya hua hai ya nahi.

Facebook id card kaise banate hai.

1 :- Agar aapko kisi par shak kai ki usne aapko block kar rakha hai to sabse phale aap uske whats app number add kare or whats app par refresh karke dekhe ki number show ho raha hai ya nahi. Agar show ho raha hai to us number par click kare or uske last seen, status , profile picture etc check kare agar aapko block kar rakha hoga ye aap inhe nahi dekh payenge.Agar aapko block nahi kar rakha hai to aap uski profile picture, status, last seen dekh sakte hai.

Mobile balance transfer kaise karte hai.


2 :- Agar aapko upper vali step se bi na pate chale to aap is step ko follow kare. Apke friend ko message kare or Agar ek tick aata hai to matlbmatlb message send ho gaya hai or deliver nahi hua ho to aap samjh lena ki aapko block kar rakha hai.

Note :- aap apne friend ko kisi bi whats app group me bi add kar sakte hai. Agar whats app group me add ho jaye to aapka block nahi kar rakha hai. Or agar whats app group me add na hue to samjh lena bi aapko block kar rakha hai.

Dosto ye steps thi ki whats app par block kar rakha hai ya nahi check karne ki agar aapko sach me block kar rakha hai to aapko niche vale steps ko follow karne ki jarurat hai.

Note :- is trick ko follow karne se phle aap whats app chat ka back up na le agar aapne already whats app chat backup le rakha hai to use delete kar de or fir niche vali steps ko follow kare.

Kisi bi whats app account se khud ko unblock kaise kare :-


Step 1 :- dosto sabse phle whats app ko open kar left side me 3 dots honge un par click kare. Fir aapko setting par click karna hai .

Step 2 :- setting par click karne ke baad account par click kare.delete my account par click kare.
Setting>>>>account>>>>delete my account.

Whats app delete and unblock trick

Step 3 :- Ab delete my account par click karne ke baad aapko apna whats app number dalna hai or apna whats app account delete karna hai.

Youtube se paisa kaise kamate hai full guide in hindi

You tube par account kaise banate hai.

Step 4 :- Whats app account delete karne ke baad phine setting >>>apps setting>>> whats app>>> force stop >>> or uninstall kar dena hai apne whats app account ko.

Whats app unblock karne ki trick


Step 5 :- whats app uninstall hone ke baad phone restart kare or  play store se whats app  install kare le.whats app install hone ke baad open kare.

Image ya photo ki size kam kaise karte hai.

Whats app install and unblock trick

Step 6 :- whats app install hone ke baad open kare or account banaye whats app par apna phone number dalkar whats app par account banaye.

Facebook par stylish naam ki id kaise banate hai.

Step 7 :- whats app account banane ke baad apko jisne bi block kar rakha tha uska number search or find kare or use message kare whats app par message succeafully send ho jayega iska matlab aapne unblock kar liye.

Dosto aagar aapko humara kiya hua ye post ya article pasand aaya hai to aap hume commnet karke jarur bataye agar aapke man me koi bi sawal hai to aap humse puch sakte hai hum aapki help jarur karenge.

Apne dosto ko bi share kare :-


No comments:

Post a Comment

hello friends this is comment Policy