Showing posts with label Reliance jio. Show all posts
Showing posts with label Reliance jio. Show all posts

Tuesday 7 February 2017

Reliance jio 4G sim Card ko 3g phone Ya Mobile me kaise chalate Hai

3 G phone me reliance jio sim kaise chalayeiii dosto aaj main aapko batunga ki reliance jio sim hum 3 G phone me bi use kaise karte hai ya kar sakte hai.
Reliance jio sim offer ke baare me to mere hisab se aap sab jante hai agar aap nahi jante hai to niche dekhe.90 days UNLIMTED calls to any sim card.90 days UNLIMTED 4G internet free.90 days UNLIMTED text sms.


Ye sim ke khaas offers jinki vajah se aaj har logo ke dil me reliance
jio sim card kharidne ki kosis kar raha hai.maine khud bi is sim card abi buy kiya hai mere dost ke paas 3G hanset hai isliye unse mujhse puch tha tabi m ye post likh raha hu.Agar aapke paas bi 4 G compatible android phone nahi hai to aap mere niche bataye anusar steps ko follow kare.vaise mere paas to 4 G compatible phone hai lekin main mere Dosto ke post se try kiya tha or successful Internet chal gaya tha.

Jio sim 3g phones me kaise chalaye

Reliance jio ne 31 march tak free net diya hai phle to jio ne airf apne phone ke liye hi ye sim nikali thi lekin ab reliance ne jio sim 4G compitbile har phone ke liye kar diya hai. agar aap bi 3G phone me reliance jio sim use karna chahte ho to aapko niche vali steps ko follow kare.

Agar aapka phone 4.2.2 KitKat version me bi hai to bi aap reliance jio sim use kar sakte hai. relaince jio sim 3G phone me use karna thoda risky ho sakta hai lekin itna bi risky nahi hai ki aapka iske baare me sochna (think) karna pade. Maine khud se mere dost ke phone me bi use kaiya hai or ab tak bi bilkul sahi speed ke saath chal rahi hai. Or abi tak koi bi risk samne nahi aaya hai.

3G phone me reliance jio sim chalane ke liye kya kya chaiye :-

1 android phone with 4.2.2 version.

1 android app download karna hai play store se.

Or thoda sa work karna hai sirf 2 se-5 minutes.

Reliance jio sim 3G phone me kaise chalaye:-

Step 1:- sabse phle aapko MTK engeneering mode app download kare play store se.

MTK engineering mode se relaince jio sim 3g phone me kaise chalaye


Step 2 :- Mtk app install karne ke baad install open kare.


Step 3 :- open karne ke baad setting par click kare.
3g phone me relaince jio sim kaise chalaye



Step 4 :- setting me jaane ke baad ab network par click kare or "wcdma GSM" par select kare ya tick kare.

Step 5:- Ab phone ko restart kare or sim 1 slot me reliance jio sim dale.or 2 sim slot ko khali (blank) rakhe or on kare.

Step 6 :- Ab 1 baar setting me ja kar 4G net ko select kare or fir data ko on karke data use karke dekhe.

Note :- Mtk engeneering mode ki setting ke saath jayada changing na kare varna aapka Android mobile damage bi ho sakta hai.Agar aap is trick ko use karte hue aapka phone damage ho jaye to www.deep4u.com par koi bi responsible nahi hogi.


Dosto agar aapko humare kiya hua ye post accha laga ho to aap hume comment karke jarur bataye.agar aapko koi bi problem aaye to aap hume comment karke jarur bataye hum aapki problem ka solution jarur karunga.

Thursday 20 October 2016

Reliance jio 4G internet speed kaise badaye

Hiii friends to day main aapko batunga ki Reliance jio internet 4G speed kaise badaye.aajkal jio sim market me aane ke baad sabi jio sim hi use kar rahe hai. Maine to jio sim launch hui uske 2-3 din baad hi phone le aaya tha tab maine dekha tha internet speed to vo internet speed thi 25-30 Mbps per second lekin aaj main jab bi internet speed check karta hu to ye speed sirf 2 Mbps ki ho gayi hai or mujhe lagta hai ki november kw end rak to sayyad page hi open nahi honge. To speed badane ke liye maine google par seach kiya you tube videos bi dekhi or bahut se logo se bi baat ki lekin jayada kuch speed par farak nahi pada to maine khud apni marji se try kiya 2-3 tries fail bi hue lekin fir ek try mera succesfull ho gaya hai. Or vo try hi aaj main tumhe bata raha hu . Agar aapke paas bi reliance jio sim hai to aap bi sochte honge ki speed kaise badau.maine bi bahut sicha tha lekin jab maine kosis ki tab jaa kar ye kaam ho paya hai.Agar aap bi apne jio sim ki speed increase karna chahte hai to meri is aeticle me kuch batayi hui kuch steps ko follow jarur kare.4G speed humare LTE bands par depend karta hai jitna accha LTE band hoga utani hi acchi speed aayegi internet ko humare smart phones me.

Reliance jio 4g internet speed kaise badaye


Isliye hume acchi LTE bands vala phone lena chaiye LTE bands humare signal or area par bi depend rahte hai.jaise ki urban population jayada rahati hai to sure baat hai ki users bi jayada rahenge isliye vaha par LTE band kam hoga or jaha par kam users honge vaha par LTE band high hoga.to is tarah se kuch humare speed ka distributuon ho rakha hai. Agar aapke smart phones ka LTE bands high cacthers honge to aapki speed automatically hi increase rahegi.Agar aapke paas kisis acchi company ka phone hai or aapke dost ke paas low quality company ka phone hai to aap dono ki speed compare or speed check kar sakte ho. In my case meri downloading speed 2-5 Mbps tak rahti hai lekin jab maine starting me is use kiya tha to maine speed tester se speed test ki thi tab lagbag mujhe 25-30Mbps speed tak record ki thi.

Speed kam hone ka kya karan hai :- 


Aapko bata du ki speed decrease hone ka sabse bada karan ye hai ki reliance jio ke users matlab ki jayada logo ka use karna jio site information ke hisab se ab tak jio nem 1.6 million sim sell ki hai yaani 1 crore,60lakhs sim bech chuki hai relaince jio. To aap andaja laga sakte hai ki jio ke kitne users hai.or day by day users increase hi ho rahe hai. Isi karan se jio ki speed decrease hoti ja rahi hai.

Reliance jio ki speed kaise badaye :-
Yaha par main aapko 2-3 tarike batunga jo aap jarur try kare. Maine bi inhe try kiya hai or apni internet speed ko increase kiya hai.

1 :- sabse pahli hai Apn change karna. Sabi users same apn use kar rahe hai iske karan bi speed decrease ho sakti hai isliye hume Apn change karna hoga.

Apna change karne ki steps :-


Step 1 :- sabse pahle phone setting me jaye.

Step 2:-  ab sim card managment me jaye.

Step 3 :- Access point name par click kare or vaha par aapko kuch settings change karni hongi vo aap dhyan se niche dekhe le.

Name :- Hindi trip
APN :- JIO NET
Proxy :- not set
Port :- not set
Username :- not set
Password :- not set
Server :- www.google.com
MMSC :- not set
Mms proxy :- not set
MMS port :- not set
MCC :- 405
MNC :- 868,856,878,805
Apn proticol :- ipv4/IPV6
Bearer :- LTE

Yaha par not set ka matal hai ki unme kuch nahi karna hai. Unhe change nam kare varna aapki sim block bi ho sakti hai.

Trick 2 :-

Use VPN {virtual private network}

Vpn ka use karna bi badiya tarika hai speed ko increasec karne ka agar aap kisi acche VPN ka use karte hai to aap 10-15 Mbps ki speed bi paa sakte ho. Lekin is time me accha VPN lene ke liye hume pro ya premium version buy karna padta hai jo ki paid version hota hai. To aap koi bi VPN use karne se pahle uske baare me ya uski term and conditions ko jarur padh le.
In my case main snap VPN use karta hu.

How to use VPN to increase speed :-


Step 1:- sabse pahle aap download snap VPN karo snap VPN download link yaha se aap snap VPN download karo ya fir play store se bi kar sakte hai.

Step 2 :- snap VPN install hone ke baad open kare fir aap kuch free servers ki list milegi aap unme se koi acchi strength vale se connect karo.agar kisi bi server me acchi strenght na ho to aap india ke server k
Step 3 :- connect hote hi aap apni speed check kar sakte hai. Ho sake to aap uc mini ka use kare qyuki is time me uc mini bahut high speed de raha hai snap VPN ke saath milkar.

5 responsive blogger templates

Trick 3 :- 

Cached data :- 

Chached data bi jayada hine ke karan se aapki jio ki speed kam ho sakti hai iske liye aapko time to time chached data ko clear karte rahna jaruri hai. Chahed data vo hota hai jab hum kisi bi site se koi bi infomation lete hai to us site ka kuch part chached data me add ho jata hai os chached data jayada hone se speed me decreament aajata hai.
Chached data ko clear kaise kare.

Step 1 :- phone setting me jaye.

Step 2 :- storage option par click kare ya select kare.

Step 3 :- chached data naam hoga us par click karte hi aapko ek pop up milga usme cancel or ok rahega to ok par click kar de.

Relaince jio speed increasement

Dosto is post me batayi hui trick ko dhtan se follow kare agar aapke samjh nahi aaraha hi to aap apni problem ko comment box me likh kar comment kar de main aapki help jarur karunga or agar aap in batayi hui tip ko dhyan se follow karenge to aapki jio ki speed jarur increase hogi.

Thursday 22 September 2016

Reliance jio sim kis android mobiles ko support karti hai unki list

Dosto aaj m aapko batunga ki kis kis latest smart phone me jio sim support karti hai. Or naye samrt phones jo jio sim ko support karte hai.Agar aapko bi janana hai ki aapka phone bi reliance jio sim support karta hai ya nahi to aap is post ko jara dhyan se dekhe. Ye ab tak ki sabse latest smartphones
 ki list hai jisse realince jio ne apne updates apni site information par di hai maine isse khud check kiya hai. Agar isme aapka smartphone ka naam nahi hai to aap reliance jio sim card apne mobile me nahi chala sakte hai. Vaise to lagabag har 4G compitible smartphone me jio service ko diya gaya hai lekin fir bi aap ek baar is list ko jarur padhe kya pata aapka phone bi ho sakta hai is list me maine bi site par check kiya tha tab mujhe pata chala hai or maine socha ki mai is par ek post likh kar logo ko suchit karu.isliye maine ye post padha hai maine mere pichle post me bataya tha ki Reliance jio sim ko 3G smartphone me kaise chalaye.agar aapka phone bi 3g hai or aapne agar is post ko miss kar diya hai to aap is post ko padh sakte hai.Reliance jio sim aane ke baad bahut se logo ke man me sawaal uth rahe hai ki kya ye sach me to mera jawaab hamesha yahi hota hai ki ye offer such me hai.

Jio sim kis phone me support karti hai



Agar aap bi is offer ka labh utana chahte hai to aap list me diye hue smarphones ki liat ko check kare. Agar is list me aapka phone hai to aap bi jio sim chala sakte hai apne phone me.
Bina phone number ke whats app kaise chalate hai

Jio supported smasaung phones :-

1:- Samsaung Glaxy A5 jo ki 2015 me launch hua tha.
2:- Samsaung galaxy A5 jo ki 2016 me launch hua hai.
3:- Samsaung galaxy A7 jo 2015 me or 2016 me launch hua hai.
4:- samsaung galaxy A8
5:- Samsaung galaxy note 4 or note 5 .

6:- Samsaung galaxy note 5 Dous.
7:- Samsaung galaxy note edge.
8:- Samsaung galaxy S6 or S6 edge.
9:- Samsaung galaxy S6 Edge plus.
10:- Samsaung galaxy S7.
11 :- samsaung galaxy s7 edge.
12 :- Samsaung grand prime.
13 :- Samsaung A8 VE.
14 :- Samsaung Galaxy A3 .
15 :- Samsaung Galaxy A5 Dous.
16 :- Samsaung Galaxy A8 Dous.
17 :- Samsaung galaxy Alpha.
18 :- Samsaung galaxy core prime.
19 :- Samsaung galaxy grand max.
20 :- Samsaung Galaxy J max.
21:- Samsaung galaxy j1Ace or j1Ace dous.
22:- Samsaung Galaxy j2 (2015) or j2 (2016).
23:- Samsaung  galaxy  j2 Dous.
24:- Samsaung  galaxy j3.
25:- Samsaung  galaxy j5.
26:- Samsaung  galaxy j5 (2016).
27:- Samsaung  galaxy j5 Dous.
28:- Samsaung  galaxy j7 (2015) or j7 (2016).
29 :- Samsaung  galaxy j7 Dous.
30:- Samsaung  galaxy k zoom.
31 :- Samsaung  galaxy note 3.
32:- Samsaung  galaxy note 7.
33:- Samsaung  galaxy s 5 plus.
34:- Samsaung  galaxy S4.
35:- Samsaung  galaxy S4 4G.
36:- Samsaung  galaxy S5 Neo.
37:- Samsaung  On 5.
38 :- Samsaung  On 5 pro.
39:- Samsaung  On 7.
40:- Samsaung  On 7 pro.
41:- Samsaung  Galaxy j2 pro.

Relaince jio sim ko 3G phone me kaise chalate hai


Smasaung ke in smartphines me jio sim support karti hai agar aapke paas in me se ki bi phones hai to aap apne phone me jio sim use kar sakte ho.

Jio supported motorola smartphones:-



1:- Motorola moto G (3rd generation).
2:- Motorola  new moto E.
3:- Motorola moto  X play.
4:- Motorola G tubro.
5:- Motorola G4.
6:- Motorola G4 plus (+).
Motorola  ke in phones me jio sim supported hai.

Whats app par kisi ne block kar diya hai to unblock kaise kare khud se


Jio sim supported micromax smartphone list :- 


1:- Micromax Canvas pluse 4G.
2:- Micromax Canvas  evoke.
3:- Micromax Canvas nitro 4g.
4:- Micromax Canvas knight 2.
5:- Micromax Canvas 5.
6:- Micromax Canvas 6 pro.
7:- Micromax Canvas6.
8:-Micromax Canvas blaze 4g.
9:- Micromax Canvas fire 4g.
10:- Micromax Canvas fire 4g plus.
11 :- Micromax Canvas xpress 4g.
12:- Micromax Canvas  blaze 4g plus.
13:- Micromax Canvas pace 4 G.
14:- Micromax Canvas mega 4G.
15:- Micromax bolt selfie.
16 :- Micromax Canvas  mega 2.
17:- Micromax Canvas unite 4.
18 :- Micromax Canvas fire 6.
19 :- Micromax Canvas silver 5.
20:- Micromax Canvas juice 4G.
21:- Micromax Canvas 5 lite.
22:- Micromax Canvas 5 lite special.
23:- Micromax Canvas tab.
24:-Micromax unite 4 plus.
25:- Micromax Canvas play 4 G.
26:- Micromax Canvas Amaze 4G.
27:- Micromax unite 4 pro.

Youtube se paisa kaise kamate hai.

In micromax ke smartphone me bi realince jio sim chal sakti hai.

Mobile balance transfer kaise karte hai.

Xioami ke kis kis smartphines me jio sim chal sakti hai niche list padhe :-



1:-  Xiaomi Redmi note 2 prime
2:-  Xiaomi Redmi note 3.
3:- Xiaomi Redmi 3s.
4:- Xiaomi Redmi 3s prime.
5:- Xiaomi  Mi max.
6:- xiaomi mi 5.

Facebook id card kaise banate hai

Wifi hack kaise karte hai android phine se

Xiaomi ke in phone me bi jio sim chal sakti hai agar aapka phone bi in list me shamil hai to aap bi jio sim use kar sakte hai apne phone.

Dosto agar aapko humara ye post pasand aaya hai to aap hume comment karke jarur bataye. Agar aapko kisi or phone ka bi janana hai to aap apne phine ka naam likhe kar comment kar de.