Friday 4 November 2016

Play store se paid app free me download kaise kare

Hii dosto aaj main aapko batunga ki play store paid apps free me app installer apk download kaise kare. dosto agar hum kisi bi version ka simple version use karte hai vo itna effective nahi hota hai jitna ki premium hota hai. premium me hume simple se kuch jayada tools diye hote hai jiski help se hum work assani se kar sakte hai. or bahut se apps me to app ads ya in app advertising jayada hote hai un ad ko remove karne ke liye bi hum premium ya pro version me download karna padta hai. iske liye google plays store se unhe buy ya kharidna padta hai. iske liye hume Money pay karna padega tabi aap vo apk file download kar sakte hai. vo money hume ya to money transfer se wire transfer se unhe yaani ki jis company ne is app ko banaya hau usse ya uske bank transfer karna padta hai. or india me jaydatar log bahut kam paid apps ko use karte hai qyuki paid app free nahi hote hai unhe money transfer ya pay karke unhe buy karna padta hai or bahut se log pay nahi karte hai ya kar paate hai. isi karan india me paid apps bahut hi bahut kam users milenge jo paid apps use karte ho.
Play store se paid apps free me download kaise kare


lekin to day main aapke liye best  tip lekar aaya hu jiski mada se aap pro apps bi free me apps download  kar sakoge. Iske liye main aapko 2 tarike batunga jisse aap paid apps bi free me download kar sakte ho. Agar aap mere bataye hue steps online hai. Isme aapko bahut kam work karna padega or ye simple creative step hai.  Is tip se aap high cost vale apps or high quality games bi free me download kar sakte hai. Hum sab ko pata hai ki android users ke har apps google play store par milte hai lekin vahi par pro ya premium apps bi milte hai jo ki paid bi hote hai. Unhe download karne ke liye hume pahle us apps ke hisab se payment bi karna padta hai. Agar hum payment kar dete hai to vo app hum download kar sakte hai hai lekin agar hum payable nahi hai to vo pro ya premium apps hum play store se free me download nahi kar payenge iskle liye maine google search bi kiya or youtube videos bi dekhe sabhi jagah se mujhe bahut se tricks mili lekin jab maine usse try kiya to bahut se trick fake bi thi lekin kuch tricks work ya workable/working bi kar rahi thi un tip ya tricks ko hi aapke beech me share kar raha hu is article ki jariye.

Play store se paid apps free me download kaise karte hai :- 

Step 1 :- sabse phle aapko blackmart par jana hai vaha par ja kar blackmart app fownload karna hai. aap apne country langauge me hi kare jisse ki aapko nest steps me koi problems na ho. jaise ki india.etc

Step 2 :- blackmart app ko download ho jane ke baad install kar le or jo bi pro ya premium apps aapko download karna hai vo aap download kar sakte hai.

Dosto ye sabse aasan tarika in my case main to aapko yahi tarika preffer karunga agar aapko isme koi problem ho rahi ho to aap meri batayi hui dusari trivk ka use kar sakte hai.

Play store se paid apps free me download karne ki trick 2 :-

Step 1 :- sabse phle aapko Apkpure app download karna hai. or download hone ke baad apne phone me install karna hai.

Step 2 :- ab jo bi aaps aapko download karna hai vo search kare or install kar le. isme aapko koi bi problems nahi hogi.

Note:- dosto play store ek verified or secure app hai agar aap apkpure ya blackmart aaps ka use karte hai or agar koi problem hoti hai to isme hinditrip ya blog owner ki koi bi jimedari nahi hogi.

Dosto agar aap in apps ko sahi se use karoge to aapko my case koi bi problem nahi hogi maine bi inhi tariko se bahut se paid apps use or download kiye hai or abhi tak koi bi problem create nahi hui hai.

Agar aapko article pasand aaya hai to aap comment karke jarur bataye agar aapko internet se related koi bi problems hai to aap comment box me apne comment kar sakte hai main aapki help jarur karunga.

No comments:

Post a Comment

hello friends this is comment Policy