Wednesday 15 February 2017

you tube se paise kaise kamate hai full guide

Dosto aaj m aapko batunga ki you tube se paisa kaise kamate hai. Hum sab ko pata hai ki you tube earnings video sharing ke liye sabse popular hai website hai.iska andaja hum you tube ki Alexa rank se dekh sakte hai.you tube ki Alexa rank 2 hai. Yani ki sabse jayad search hone vale searches me you tube 2nd rank par hai.

mobile balance ko transfer kaise karte hai.


Dosto you tube se paise kamana koi badi baad nahi hai.you tube ko google ne banaya hai sirf Onlime videos dekhne ke liye.you tube par hum jaise hi log videos upload karte hai or uske badle me vo paisa kama lete hai.google ki or bi bahut si services hai jiske jariye se aap bina rupiya kharch kiya aap apne income kar sakte hai.agar aapko you tube me intrest hai or aap acche videos create kar sakte hai to aap bi bahut accha paisa income kar sakte hai.you tube se paisa kamane ke liye aapko bas kuch basic si jankariya honi chaiye chaiye jaise videos ko edit karna or unhe attractive bananna isse visitors aapke videos ko fir se dekhenge or aap bi acchi income kar sakte hai.

you-tube-se-paisa-kaise-kamate-hai


Facebook ka id card kaise banate hai.


Maime bi shuruvat me kiya to mujhe thodi problem aayi thi lekin ab m sab kuch smjh chuka hu or mere experince pe hi tumhe ye baate bata raha hu. M ab thoda bahut videos ko edit karta hu or kuch chije add karta hu video par or unhe upload karta hu or accha paisa bi kama raha hu mne you tube par income karne ke liye 1 bi rupiya kharch nahi kiya hai or abi m accha rupiya kama raha hu you tube se bi sirf videos upload karke hi.

wifi hack kaise karte hai android phone se 2 mint me

M promise karta hu ki agar aap bi dil se se kaam karoge to aap bi accha paisa kama sakte ho.


whats app group invite link kaise banate hai

You tube kya hai :- 

Dosto you tube aaj kal bahut hi fastly use hone vala app ban gaya hai. Agar aapko kuch bi google se smjh nahi aata hai to aap you tube par videos ke jariye sikh sakte hai. Aaj kal you tube bahut hi loyal community hai.or ye google se add hone par or bi jayada loyal ban chuki hai. You tube par hum kisi bi videos d ko search karke online dekh sakte hai.

computer ya pc me android apps or games kaise chalate hai.

You tube ke advantages kya hai :- 

Dosto you tube ke faiyde (advantages) ye hi agar aap koi bi video you tube par dekhte hai to sabse phli baat ye hai ki aapko vo video download nahi karni padega isse aapka data pack save hoga or is par agar aap account bana kar apni banayi hui videos upload karte hai to aap you tube se paisa bi kama sakte hai or logo me apni image banane ke saath saath aap youtube se paisa bi kama sakte hai.

mobile phones ko hang hone se kaise bachaye

You tube earnings se paisa kamane ke liye kya kya karna chaiye :- 

1 :- aapke paas ek acchi quality ka camera hona chaiye jisse ki aap aachi quality me videos record kar sake or aapke viewers ko videos or videos ki quality pasand aaye.


2 :- you tube par account banana aana chaiye agar nahi aata hai to yaha se dekh le you tube par account kaise banate hai

3 :- you tube channel banana chaiye :- aapki banayi hui 3-4 videos ko upload kare apne channel me.

4 :- monetize kare :- apne you tube par videos upload ki hai unko monetize kare.monetize karne ka mtlb apni videos par ads lagaye or unko manage kare.

Android phone ko lollipop me update kaise karte hai

5 :- Adsense ke liye apply kare. Jab aapki upload ki hui videos par 1500-2000 views ho jaye tab aap apne you tube channel.ki shayata se  AdSense ko apply kare AdSense approve hone par aapki income hogi.

Facebook photos par likes or comments kaise badaye


6 :- voice aapki videos par aapki voice bilkul clear aani chaiye jisse ki viewers ko acche se aapki jankari or aapke expression aache se pata chal sake.

7:- videos ko edit karna aapko thodi bahut videos ki edit karni aani chaiye iske liye aap pc ke liye software ka bi use kar sakte hai.

Videos upload karne ke baad aap videos ke url ko facebook, google+,whats app par share kare jitne jayada views honge aapki videos par utni hi jayada ince hogi aapki.apne Doato ko bataye or unko share karne ki bi kahe.


Ye bi padhe:-facebook ke sabi groups me ek saath post kaise kare
1 phone me 2 whats app kaise chalate hai
computer me whats app kaise chalate hai.

DoSto agar aapko humara ye post pasand aaya hai to aap hume comment ke jariye jarur bataye

APNE DOSTO KO BI SHARE KARE:-

No comments:

Post a Comment

hello friends this is comment Policy