Feedburner me E mail dilevey time change kaise kare
Hello friends aaj m aapko is post me batunga ki kaise hum Feedburner me e mail dilevery time change kar sakte hai humare pichle post the Feedburner par account kaise banaye or blog me kaise add kare , lekin aaj m aapko batunga ki huma kaise e mail dilevery time change kare jisse ki humare e mail ko log dekhe or humare blog par traffic increase ho sake
Feedburner me e mail dilevery change kaise or q karna chaiye:-
Dosto hum sab ko pata hai ki sabi log 7-11 pm ke bich me sabse jayada net use karte hai to hume us time par apme blog ke posta ki e mail delivery karni chaiye agar log active honge to vo aapki website jarur dekhenge isse hume apne blog par traffic increasemet hoga.
Feedburner me content sumarry kaise show kare traffic ke liye
Agar aap apni website par or bi jayada suscribers chahte hai to aap apne blog posts ki E mail dilevery ko acche se set karo jisse ki jayad se jayad log net use kar rahe ho or free bi ho jaise ki lagbag log 7-11 baje tak jayada net use karte hai or agar aap apne blog par indian visitors chahte hai to apni e mail dilevery ko indain time ke hisab se set karo
computer me android apps kaise chalaye

Feedburner par E Mail dilevery Time Kaise Set Kare :-
Step 1 :- sabse phle Feedburner site par jaye or apni g mail id use karke open kare
Ab apne feeds par click kare jaha par aapko sabse jayad suscribers ne suscribe kar rakha hai.
Step 2 :- publicize par click kare
Step 3 subscription e mail par click kare
Step 4 :- "Dilevery options" par click kare
Step 5 :- apne hisab se country ka time set kare
Agar aap india se ho to aapko ek option milega delhi,culcutta,mumbai ke naam se. Use choose kare
Step 6 :- E Mail kab karna hai time set kare
Jaise 7-9 PM. ,, 9-11PM
Aap meri mano to 7-9 PM select kare ye best option hai
Step 6 :- ab save par click kare
Congrats ab aapne email dilevry time set kar diya hai aapke har new post par aapke suscribers ko notification milega aapne jo time select kiya hai usi time par hi e mail milega
Hindi or money ke new updates pane ke liye abi suscribe kare
No comments:
Post a Comment
hello friends this is comment Policy