Feedburner par account kaise banaye or blog me kaise add kare
Feed burner ek blogger or uski website ke liye bahut jaruri hai qki ye sabse popular email service hai lagbag har blogger feed burner ka use karta hai ye ek bahut hi accha tarika hai apane old visitors ko new posts par lane ka
Maan lo ki agar koi visitor aapke blog par visit karnta hai or apni email suscribe karta hai latest updates ke liye or agar aapne Feedburner par account nahi bana rakha hai to un visitors tak aapke new post ki information nahi pahuch payegi or vo visitors aapke blog par fir se nahi aa sakenge or agar aapke Feedburner par account bana kar blog me add kar rakha hai to sabi suscribe visitors ke paas har new post ki information pahuch jayegi or vo old visitors aapke blog par fir se visit karenge
Feedburner ke jariye suscribe kiye hue visitors ko ek notification jayega ki aapki suscribe ki hui website ne ek post publish/update kiya hai or visitors fir se aayega to aapka traffic badega ye traffic badane ka bi ek source hai
Feedburner par account kaise banaye blog ke liye
Step 1 :- sabse phle Feedburner website par jaye or apni gmail id sse opn kare ye google service hai isliye aapko sirf apne g mail id hi open karne hai browser me
pc/laptop me android apps kaise chalaye
Step 2 :- (i)"Burn a feed right this content " ke niche box me apne blog ya website ka url dale
(2) ek choota sa box hoga us par click kare
(3) next par click kare
Step 3 :- fir aapke samne ek new page open hoga usme aapse pucha jayega ki aap post dilevery ke liye Feedburner bana rahe ho ya comment summary ke liye ismse se aapko 1st vala option choose karna hai or next par click karna hai
bloggers ki image ko SEO friendly kaise bnaye blog traffic ke liye
Step 4 :- ab aapke samne fir se ek new page open hoga isme aapko apne blog ka title dalna hai or niche vale box me aapko apne blog ka url add karna hai or next par click kare
Step 5 :- ab aapka Feedburner par account ban chuka hai ab jo page khulega isme aapko ek welcome or congrats ka msg aayega niche next par click kare
Step 6 :- ab aapko bahut se column milenge unmse aapko kuch bi change nahi karna hai bas next par click karna hai
2 :- I want more - ke samne click kare
3 :- next par click kare
Bas aab aapka account ban kar tayar ho chuka hai bas ab aapko Feedburner ke url ko apne blog me add karna hai
Feedburner url ko blog me kaise add kare
Step 2 :- post feed redirect url par ke samne box me feedburner ka url dale
AB aap jab bi apne blog par new post karoge us post ki notification aapke suscribe kiye hue visitors ko ek notification mil jayega or vo visitors aapke blog par fir se visit kar sakenge
No comments:
Post a Comment
hello friends this is comment Policy