9
Pc me android apps kaise chalaye ab hindi
Pc में एंड्रॉइड aaps कैसे चलाये
Hiii dosto aaj m aapko bataunga ki hum android phn vale apps computer me kaise chalaye vo bi bilkul free me
Mera pichla article tha ki hum Airtel me free net kaise chalaye in hindi aaj m aapko batane ja raha hu ki hum android apps ko pc me kaise chalate hai
uc browser me AdSense ki ads ko on/off kaise kare
blogger ki image ko SEO friendly kaise banaye
Android mobile duniya ka sabse using operating system hai ab puri duniya me filhal billions use ho rahe hai android apss hai sabse jayada jo android phones ko top par rakh rahe hai ab tak un apps ki vajah se hi android phone popular hai lekin android os operating system or bi jayada popular ho gaya hai qki ab android phone ke apps pc/computer/laptop me bi use hone laga gaye hai isliye jinke paas phone nhi hai vo bi ab android apps ka maja le sakte hai apne computer ya laptop me chala sakte hai
blog me bing ke search engine me add kaise kare
Blog ko google seach engine me add kaise kare.

Android apps ka kaise use kare laptop/pc me :-
Phle aisa nhi tha ki hum computer ya laptop me android apps ka use kar sake lekin ab ye bahut hi simple sa work ho gaya haihaiis duniya me kuch bi impossible(कठिन) nahi hai aaj ke is era (युग) me har chij ka solution hai isliye hi aaj hum android phone ke apps ko computer me chala sakte hai aaj hum is post ke madyam se sikhenge ki hum kaise computer me android apps ka use kare simple tarike me batunga m aapko
Internet par aise bahut se emulator hai jiski madad se hum phone ke apps ko computer ya laptop me chala sakte hai lekin aaj m aapko sirf popular emulators ke baare me hi batunga
Computer/laptop me android apps ka use kaise kare :-
Android app kaise banaye 2 mint me
Bluestack:-
Bluestack ek aisa emulator hai Jo sabse simple hai isko Hume bad apne computer/laptop me bad install karne ki jaruri hoti hai bahut se log iisi emulator ka sabse jayada use karte hai bluestack sabse window or MAC dono ke liye available hai bluestack ke hisab se bluestack ke ab tak ke user 140+ million user hai jo bluestack ka use karte hai isse aap pata laga sakte hai ki ye emulator kitna popular hai
Bluestack app ke faiyde:-
Bluestack ka sabse bada faiyda ye hai ki ye bilkul hai aap ise free me download karke use kar sakte ho m bi isi emulator ka use karta hu apne laptop me isliye mujhe iski jayadaa knowledge hai meri mano to aap ye emulator hi use kare ye sabse accha emulator hai iska dusra faiyda ye hai ki ye bilkul simple hai ise download or work karne me jayada hard work nhi karna padta hai jaise hum android apps ko play store se install karte hai Vaise hi ue emulatoremulator install karna hai hume apne computer ya laptop me
Bluestack download link :-www.bluestack.com
Is link se aap apne window ya mac ke liye download kar sakte hai
2:- andyroid :-
Andyroid bi ek popular emulator hai isme ek sabse best feature hai hi agar hum game khel rahe hai to hum isseisse remote control bi kar sakte hai ye bi bahut accha emulator hai jo aapke liye bahut help ful shabit ho sakta aap android apps laptop ya computer me chalane ke liye iska bi use kar sakte ho
Andyroid download link :-www.Andyroid.net
Is website se aap Andyroid ko download karke use kar sakte hai
Ab aap samjh gaye honge ki android apps ko computer ya laptop me kaise chala sakte hai hum
Agar aapke ye post pasand aaya ho to comment karna na bhule or agar aapko koi bi problem ho to aap comment kar sakte hai m aapki help jarur karunga
Keep visit:-hindiormoney
No comments:
Post a Comment
hello friends this is comment Policy