Free me domain kaose kharide blog ke liye
फ्री में डोमेन कैसे ख़रीदे अपने ब्लॉग के लिए
Hii dosto mujhe ummid humare articles aapko pasand aate honge or m asha karta hu ki ye article bi aapko pasand aayega or aapke liye bahut helpful shabit hoga
Doato aaj m aapko batunga ki hum kaise apne blog ke liye free me domain buy/kharid sakte hai
Doato agar aapne free me website bana li hai to ab aapko ek kaam or karna hoga vo hai domain kharidna isi ke baare me aaj m aapko is post ke jariye se batane ja raha hu ki kaise hum free me domain kharid sakte hai
Dosto sabse bada saval hai ki hum domain kyu kharide :-
To DoSto agar aapne blog banaya hai to iske 2 karan hai ya to aap logo ki help karna chahte hai 2. Ya fir logo ki help bi karna chahte hai or paisa bi kamana chahte hai
Agar aap in karno se apni website banayi hai to ye post aapke liye bahut helpful hai
Dosto agar hum website bna kar paisa kamana chahte hai to hume best advertisement ads ke network ki jaruri hoti hai or hum sab bloggers ke bich me AdSense bahut popular hai or agar aapne bi yahi socha hai ki hum blog bna kar online paisa kamana chahte hai to aapko sabsesabse phle google AdSense ki term padh leni chaiye qki agr aap bina domain buy kiye aap AdSense ke ads lagana chahte hai to aapke approve hone ke chances 20-30% hote hai or agragr apne domain buy karke AdSense ki ads lagana chahte hai to aapke chances 50-60% approve hone ke chances badh jate hai isliye m aapko yahi kahunga ki aap AdSense ka form apply karne se phle apne blog me custom domain jarur laga le
Agar aap domain buy karke AdSense ki ads lagane ki kosis karte ho to chances bahut increase ho jate hai approve hone ke
Domain kharidne se phle humari wwebsite kaise dikhti hai
http://hindiormoney.blogspot.in/ domain kharidne se phle humari website aisiaisi dikhti hai or agar hum free me domain kharidte hai to humari website ke piche laga hua blogspot.in hat kar .tk,.ml,.cf,.GQ is tarah laga sakte hai isse hume ye faiyda hoga ki ek to visitors ko humari website ka url yaad rahega or jldi se type bi kar sakte hai vo humari website ka url
Domain kharidne ke baad humari website kaisi dhikhegi :-
Free domain kahridne ke baad humari website ke piche likh hua blogspot.in hat kar uski jagah .cf,.tk.ml is tarah lag jayegi
Isse humari website ka url chota ho jata hai or visitors ko yaad rakhne me koi problem bi nhi hoti hai or vo jldi se likh kar search bi kar sakte hai
Free me domain kaise or kaha se kharide :-
Step 2 :- aapko jo blog ka url chaiye vo dalkar check availability par clik kare
l
l
KitKat se lolipop version me update kaise kare phone ko
Step 3:- ab aapko select karna hai jo domain aapko chaiye uske samne get it noww par clik kare
Step 5 :-ab new tab open karo usme www.000webhost.com ko open karo vaha par sign up process complete karo
blog ke liye disclaimer page kaise banate hai
Apna naam dale
Apni g mail dale
Password dale
Own domain par clik kare
Website ka url dale jo upperupperstep 3:- me select kiya hai vo
Step 6:- ab g mail par ek mail aayegi us link par clik karke account ko verify kar do
Step 7:- g mail vo verify karne ke 5-10 mint me ek or mail aayega aapko usme name server or ip adress diya hoga vo copy kar le
blog ke liye contact us page kaise banaye
Step 7:- ab fir se freenom par jaye aapne jo server select kiya tha vaha par jaye vaha par aise setting kare
Blog ko google seach engine me kaise add karte hai
Step 8:- sign up kare or i accept pat clik karke complete order par clik
karo
Blog me vustom domain kaise add kare simple tarike me
Mujhe ummid hai ki aapko humara ye article pasand aaya hoga aap hume comment karke jarur bataye agar aapko isme koi bi problem aaye to comment jarur kare m aapki help jarur karunga

nice info...abt domain
ReplyDeletewww.gajabwap.blogspot.com
ReplyDelete